Hello friends aaj ke is post me, me Raaj Vasava aapka bahut bahut swagat karta hu...to post me hum sikhenge ki facebook par page auto reply kese karte hai, dosto aapne kai baar shayad koi page par msg kiya hoga or msg kaa reply turant aa gya hoga (thank u, hi, hello, ETC). To isme kya hota h ki jo page ke owners jo hote hai wo log page me auto reply set kar dete hai.

so, to dosto aaj hum sikhenge ki facebook page par auto reply kese start karte hai.


mtlb ki aapko koi facebook page par msg karta hai to aapka facebook page usko apne aap  hi message send ho jayega. iske liye aapko k reply msg set karna hota hai. aap jo bhi message set karenge wahi message reply send ho jaayega.




To chaliye dosto hum sikhte h Facebook Auto Reply Kese Suru Kare


how to auto reply in facebook page, facebook page par auto msg reply kaise kare, mtlb ki aapko koi facebook page par msg karta hai to aapka facebook page usko apne aap  hi message send ho jayega. iske liye aapko k reply msg set karna hota hai. aap jo bhi message set karenge wahi message reply send ho jaayega.

       

Step_1- Sabse Pahele to aap apnaa facebook page open kare or usme aapko setting  kaa optoin uppr mil jayega fir us par click karke open kare.

.





Step_2- Setting open ho jaane ke baad. messaging par click kare.



Step_3- ( Send Instant Replies to anyone who message your Page )  me Yes No kaa option hoga aap usme Yes karde. Jaise hi aap Yes kar doge to aapko waha kuch likha huva message show hoga. agar aap chaho to usko change karke apna koi message add kar sakte hai - (aap niche screenshot me dekh sakte hai)






Step_4- Ab aap apna koi message likh kar Save par click kare...

             (1) Bas to dosto ab aapka kaam ho gaya. ab aapke facebook page par auto message start ho gaye hai.
             (2) Ab aapke facebook page par koi bhi aapko message karta hai to aapka facebook page message karne waale automatically reply kar dega
             (3) Aapne jo bhi message set kiya hoga (Your Instant Reply) me vo auto reply me set ho jayega.








    Last Word - Me aasha  karta hu dosto aapko ye mera trick achha laga hoga. agar aapka bhi facebook page hai to aap bhi ye 'auto message reply' waali trick use kar sakte hai.


 #ThankYou😊










Post a Comment

Thank For Comment..!!

और नया पुराने