Hello friends aaj hum sikhenege ki terms and conditions page kaise banaye or hamare Blog ko hum Professional blog kese bana  sakte hai, professional blog banane ke liye hame apne blog me kuch pages banane hote hai jesi ki About usContact usDisclaimerPrivacy Policy jese pages hamare blog ke liye bahut hi jaruri hai dosto ye sab pages bana kar share karna bahut hi jaruri hai, hamari visitors ko pata chale ki unke liye ye website safe hai yaa nahi. 




Most important baat toh yeh hai ki agar aapne apne blog pe ye pages nai banaye honge to aapka Adsense Account bhi Approved nahi hoga. hoga lekin Apporvet hone bahut sa time lag sakta hai, or aapne ye pages banaye honge aapka Adsense Account Apporved jaldi ho jaayenga



Blog ke liye Terms And Conditions Page Kaise Banate Hai


STEP-1
  • Sabse pahele to hame ek website open karni hogi.

  1. Termsfeed Generator is website ko open karna hai.
  2. Fir aapko Start the generator par click kare.



STEP-2
  • Ab aapke saamne ek new window open hogi usme aapko simply jyada kuch nai karna hai bas aap mere bataye step ko follow kre.

  • General infromation - me aap 'Website' ko Select kare.
  • Account - me 'No' select kare
  • Next step - par click kare.


STEP-3
  • Ab Next window me aapko Business information bharni hai.
  1. Apni wesite kaa URL daalna hai.
  2. Ab Aapko apni website kaa Name daalna hai.
  3. Entity type me - I'm an Individual select kare.
  4. Ab Aapko Apni country bharni karni hai Inida select kare.
  5. Apna State Select kare.
  6. Next step par click kare.
STEP-4 
  • Ab Next Window me aapko Disclosures page open hoga ab udko bhare
  1. Agar aap apni website par kuch sell nahi karte hai to No par tick kare
  2. Yes par tick kare
  3. No par tick kare
  4. 30 days notice (recommended) tick kare
  5. Last me No par tick kare.
  6. Ab Next step par click kare
STEP-5 
  • Ab next window Download kaa page open hoga.
  1. Apna Email address
  2. Generate My Terms and Conditions par click kare.

STEP-6
  • Ab aapke saamne aapka Terms and Conditions Page  Ready hai.

  1.  Usko Copy kar lijiye ab.
  2. Ab Terms and Conditions page ko copy karke Notepad me paster karde.
STEP-6 
  1. Page par click 
  2. New Page par click kare
STEP-7



  1. Page kaa title daale Terms And Conditions.
  2. Aapne jo Terms And Conditions ko copy kiya tha vo paste kare
  3. Ab Publish button par click karde           
FINISHED
  • Bas toh dosto ab aapka kaam ho gya hai AAPNE Terms and Conditions page ban chuke hai.ab apne blog ko visit karke dekh lijiye Terms and Conditions Page add ho chuka hoga apne blog me.

  • Agar aap hamari blog ke latest update pana chahte hai to aap Email par Subscribe kar lijiye taaki hum koi bhi new post publish kare to aapko sabse pahele hamari post mil sake.
#Lastword - Dosto aapko hamari ye jankari kaisi lagi ye comment karke jarur batana, agar aapko ye terms and condition pages banane me koi dikkat aaye to aap comment karke puch sakte hai, or jankari acchi lagi ho to share jarur kijiye ga.

#AbMilteHaiNextPostMe

#ThankYou😊

Post a Comment

Thank For Comment..!!

और नया पुराने