Hello everyone aaj ke is post me aap sab log kaa bahut bahut swagat karta hu, me ummid karta hu ki aap sab log ache honge. to aaj ke topic me hum baat karne waale hai ki FACEBOOK par account kese banate hai.


Hello everyone aaj ke is post me aap sab log kaa bahut bahut swagat karta hu, me ummid karta hu ki aap sab log ache honge. to aaj ke topic me hum baat karne waale hai ki FACEBOOK par account kese banate hai.

Social networking sites par facebook bahut hi popular hai, or facebook st numer par hai social networking sites pe, facebook pure world me famous hai or pure world se sab log facebook use karte hai. Facebook sab log use karte hai vo chahe chota ho yaa bada ho facebook sab log use kar sakte hai, aane waale kuch saalo me facebook bahut hi famous ho jayega, famous to he hi par or bhi jyada famous ho jayenga, jo facebook use nai karega vo purane jamane kaa kahelayega mera to yahi manna hai dosto

Ham facebook par account bana kar apne friends ke sath voicecall, videocall, chatting kar sakte or ham apni location share kar sakte hai or bhi bahut se features hai jesi aap facebook use karoge to aapko automatically sab pata chal jayega

Facebook par account banane ke liye koi charge nai hai bilkul free me hai,or koi bhi social networking sites ho us par hammesha sign up (ACCOUNT) free me hi bana sakte hai. To chaliye jaantehai Facebook account kese  banate hai



FACEBOOK ACCOUNT KAISE BANATE HAI

STEP 1: Sabse pahele to aap Facebook.com par jaaye


  1. Facebook par jaane ke baad aap Create Account par click kare.
STEP 2: Ab  aapke saamne ek Form aayega aapko sirf use bharna hai (Screenshot Dekhe)



  1. Aapka Name daale. 
  2. Ab aapki Surname daale.
  3. Ab aapka Mobile Number daale or aapka Email hai ro aap email bhi daal sakte hai.
  4. Ab aap Male yaa Female choice kijiye.
  5. Aapki Birthdate choice kijiye
  6. Ab Aapko Password daalna hai. jo aapko sahi se yaad rahe vo password daale.
  7. Ab last me aap Sign Up par click kariye.


STEP 3:  Jesi hi aap Sign Up par click karoge tab ek new window open hogi. or ek Confirmation code aayega.
Agar aapne Email daala hoga to aapke email par confirmation code aayega or aapne mobile number daala hoga to apke phone par confirmation code aayega.

   
  1. Enter confirmation code daalna hai.
  2. Ab Confirm par click kariye.
LastWord - Bas to dosto aapka kaam ho gaya hai aapne apna faceook account bana liya hai.aapko hamari ye jankari kesi lagi ye hame comment karke jarur batana or jankari acchi lage share jarur karna or koi problem hoto comment kare me aapko madad karne me aapki Help karunga
ThankYou😏

Post a Comment

Thank For Comment..!!

और नया पुराने