Hello guys me, aaj hum sikhne waale hai instagram account ko  temporary delete kaise karte h. instagram ek world famous social networking, messaging chat app he dosto, jaise ki facebook, twitter, google+, ye sab apps populer h or aap bhi ye apps ke baare me jsnte honge or use bhi karte hoge.

READ - Play store par kisi bhi apps ya game kaa link kaise jane?
READWhatsapp Par Two Step Verification Kaise Enable Kare?



Aaj kal internet par bahut populer h jiski madad se ekdam active rah sakte hai kyon ki ye jamana internet kaa he or aaj kal sab log internet par hi rahte hai pure din. Pure world me 5 – 10% hi log honge jinhe internet, social networking ke baare kuch nai pata hoga. To chaliye jante hai Instagram Account ko Temporary Delete kaise Kare.

Aaj kal internet par bahut populer h jiski madad se ekdam active rah sakte hai kyon ki ye jamana internet kaa he or aaj kal sab log internet par hi rahte hai pure din. Pure world me 5 – 10% hi log honge jinhe internet, social networking ke baare kuch nai pata hoga. To chaliye jante hai Instagram Account ko Temporary Delete kaise Kare.

READ Whatsapp Chat ko hide or unhide Kare.
READNew Youtubers के लिए Useful or Helpful जानकरी

STEP 1.
  1. Sabse pahele aapko apne phone koi browser open kare, agar aap chrome browser ka use kare to better rahega kyoki chrome best browser hai.
  2. Instagram ki official site par chale jaaye.
  3. Usme aapka username or password enter kare. login kare.
STEP 2.
  1. Login ho jane ke baad  aap apni profile ko open kare.
  2. Edit Profile par click kare.

READ Mobile मे Hide कीये हुवे Photos, Videos Automatically निकल जाता है?
READ - कीसी भी Video को Sirf 1 मिनीट मे Song बनाये?

STEP 3.
  • Page open hone ke baad thoda niche scroll kijiye.
  1. Aap kis wajah se account deactive karna chahta h uska reason pucha jayega usme aap koi ek choose kare.
  2. Ab Instagram account ka password enter kare.
  3. Temporarily Disable Account par tap kare. 
  4. Fir ek popup window hogi usme aap YES select karde.



Ab aapka account insta ac disable ho gaya hai vo bhi kuch hi dino ke liye, agar aap firse username or password enter karege to aap ac firse active ho jayega guys yaad rahe instagram me app me ye trick kaam nai karegi aapko kisi browser me open karna so I hope aap sab samaj gaye hoge.

READFacebook Page Par Auto Message Reply Kare
READFacebook Par Single Name Kese Kare??

LastWord.

Me ummid karta hu dosto aapko hamari instagram delete temporarily ac ki jankari achi lagi hogi or aap samaj bhi gaye hoge. Agar aapko ye steps folllw karte time koi dikkat aati hai to niche 👇comment box me apna commnt likhe. Me aapki madad karne ki puri kosis karunga. Jankari pasand aaye to share jarur karna or Is jankari ke alawa aapka koi or internet se related sawal ho to bhi aap puch sakte hai.

ThankYou😊

Post a Comment

Thank For Comment..!!

और नया पुराने