Hreflang tag kya hai or Hreflang tag ko blog me kaise use kare. aaj me aapko thodi jankari dunga Hreflang tag ke baare. or fir Hreflang tag ka use karke aapka blog/website improve, seo ho jayega. 


Hreflang tag kya hai or Hreflang tag ko blog me kaise use kare. aaj me aapko thodi jankari dunga Hreflang tag ke baare. or fir Hreflang tag ka use karke aapka blog/website improve, seo ho jayega. Dosto aaj me aapko google webmaster ke Hreflang tool ke baare me btane wala hu. Hreflang tag ka use karne ki jankari, Hreflang tag ka use kar sakte ho aap multi language  ka istemal karke site run karate hai to aapke liye Hreflang ki jankari bahut helpful hone wali.
how to add hreflang tags in html
Dosto aaj me aapko google webmaster ke Hreflang tool ke baare me btane wala hu. Hreflang tag ka use karne ki jankariHreflang tag ka use kar sakte ho aap multi language  ka istemal karke site run karate hai to aapke liye Hreflang ki jankari bahut helpful hone wali.

Hreflang Tag को Use कैसे करते है ?


 STEP:1 

Sabse pahele aap apne mobile phn me ye hreflang tags generator site ko open karle.



  1. Apne blog/website ka url dale.
  2. Lauguage ko select kare
  3. Country select kare
  4. Agar aapki site par 1 se jyada Lauguage me content hai to aap ADD AN ADDITIONAL LANGUAGE ko select karde.
  5. Tags to include in the head area of pages HTML -  ko select karde
  6. GENERATE THE HREFLANG TAGS FOR THESE URLS - Par click karde
  7.  Fir aap niche aapka Hreflang tags ka code dekh sakte hai usko copykarle 
 STEP:2 

Sabse pahele aap blogger.com par login karlo


Fir theme>HTML edit me jaye. Head ke niche Hreflang tags ke code ko paste karde or save karde.

Last word.

Dosto aap ye jankari kaise lagi Hreflang Tag Ko Kaise Use Kare, agar kuch puchna chahte hai to aap hum niche comment box me puch sakte  hai, agar aapko ye jankari achhi lagi ho to share jarur kar dena apne friends or social media par bhi 

Thank you ♥  

Post a Comment

Thank For Comment..!!

और नया पुराने