Instagran par grid photo kaise uplaod kare, grid matalab ki, koi ek photo us photo ke 9pieces alag alag usko hum ek - ek karke upload karke instagram par pura photo upload kar sakte hai. aap hamare thumbnail me dekh hi sakte hai. us tarah ka photo aap instagram par upload kar sakte hai. agar aapko abhi bhi nai samaj aaya to hamare instagram account me jakar dekh sakte hai.  INSTAGRAM  account par jaye direct. 

instagram 3 pictures in a row

Ye bahut aasan tarike hai dosto aap bhi isko aasani se kar sakte hai. i hope aapne mere instagram account me jaakar meri insta grid photos ko dekh liya hoga or aap samaj bhi gsye hi honge. agar aap bhi ye trick sikhna chahte hai to hamare niche bataye gaye steps ko follow kare. 

How to Split a Picture into Pieces

Sabse pahele aapko playstore se ek application download karna hoga. 9Cut For Instagram vo aap google playstore par search karke download kare ya fir aap yaha se download kare  

 STEP:1  

  1. 9Cut for instagram ko open kare.
  2. Aapko jobhi photo ko grid karna hai mtlb ki alag alag pieces me instagram par upload karna h vo select kare.
  3. size complete karle, fir uppar jo arrow dikh raha h vaha click kare.
 STEP:2  
  1. or ab save par click karde
  •  aapka kam ho chuka hai. ab aap instagram par cuts wali photo rakh sakte hai.
  • Photo save karne ke baad aapko us app ko mtlb 9Cut for instagram app ko close nai karna hai, minimize karke rakhna hai.
  • Aapke mobile phone me ek folder bana chuka hoga Insta Grid name se. vo aap gellery me jaake dekh sakte hai.
  • Instagram app ko open kare. or 9Cut for instagram app ko open kare. or 1st no par konsa  piece konsa hai ese hi dekh dekh ke aap sab piece ko upload karde.

Last word.

I hopt ki aapko ye insta grid ki jankari acchi lagi hongi. agar kuch samaj nai aa raha to comment me jarur bataye me aapki help karunga, or ye article aapko kaisa laga ye bhu jarur bataye hume, aur apne friends, social media par share karna na bhule.

Thank you ♥

Post a Comment

Thank For Comment..!!

और नया पुराने